Khushamadid

أعوذُ بِٱللَّهِ مِنَ ٱلشَّيۡطَٰنِ ٱلرَّجِيمِ

بِسْمِ ٱللَّٰهِ ٱلرَّحْمَٰنِ ٱلرَّحِيمِ

Auzu bilahi minaash shaitaan ar-raajeem.

Bismillah ar-rahamaan ar-raheem.

Allaah ne insaanon ki hidaayat ke liye asmaani kitaaben apne pyaare nabiyon par naazil farmaai thin. Ham sabis baat se waaqif hain ki Quraan Allaah ki bheji hui akhiri kitaab hai.

Isse pahale ki teen paak kitaabon me bhi Quraan ki tarah hidaayat bheji gayi jisko har insaan ke liye padhna zaruri hai.

Musalmaanon ke nuqta nazar se bahut kam Taurait, Zabur, aur Injeel ke tarjume maujud hain. Islie, is website par un teeno kitaabon ki kuch kuch ayaton ka tarjuma Quraan ki raushani me kiya gaya hai.

Ye afsos ki baat hai ki musalmaanon ne Taurait, Zabur, aur Injeel ko padhne aur samjhaane ki zimmedaari sirf Isaayon aur Yahudiyon ke upar chhod di hai. Hamaara in tarjumon ko karne ka khaas maqsad ye hai ki asmaani kitaabon ki hidaayat sab tak pahunchaai ja sake. Inshaallaah hamaari koshish zarur kaamyaab hogi. Ameen.

Burī Ruheṅ (Iṅjeel : Muhaafiz 5:1-20)
“Paak” Aur “Naapaak” Me Farq (Iṅjeel : Muhaafiz 7:1-23)
Maut Kī Peshangoī (Iṅjeel : Muhaafiz 8:31-38)
Yaahyā(a.s) Kī Paidaaish Kā Elaan (Iṅjeel : Luqaas 1:5-25)
Nek Beebiyaaṅ (Iṅjeel : Luqaas 1:26-56)
Yaahyā(a.s) Kī Paidaaish (Iṅjeel : Luqaas 1:57-80)
Īsā(a.s) Kī Paidaaish (Iṅjeel : Luqaas 2:1-24)
Īsā(a.s) Ne Gunaahoṅ Ko Maaf Kiyā Aur Beemaaroṅ Ko Shifā Dī (Iṅjeel : Luqaas 5:17-26)
Īsā(a.s) Kī Taaleem (Iṅjeel : Luqaas 6:27-49)
Romī Afsar Kā Aqeedā (Iṅjeel : Luqaas 7:1-30)
Fasal Aur Mazdur (Iṅjeel : Luqaas 10:1-20)
Hamaarā Paḍosī Kaun Hai? (Iṅjeel : Luqaas 10:25-37)
Khoī Huī Bheḍ Aur Sikke Kī Misaal (Iṅjeel : Luqaas 15:1-10)
Khoe Hue Beṯe Kī Misaal (Iṅjeel : Luqaas 15:11-32)
Allaah Taa’alā Kī Baadshaahat (Iṅjeel : Luqaas 17:20-36)
Ek Widhwā Aurat (Iṅjeel : Luqaas 18:1-8)
Kiskī Duā Qubul Huī (Iṅjeel : Luqaas 18:9-17)
Kabhī Nā Ḳḥatm Hone Waalī Ziṅdagī (Iṅjeel : Luqaas 18:18-27)
Sab Cẖoḍā To Kyā Milā? (Iṅjeel : Luqaas 18:28-34)
Nijaat Paane Kā Tareeqā (Iṅjeel : Luqaas 19:1-10)
Jhuṯhe Ilzaam Aur Uskī Sazā (Iṅjeel : Luqaas 23:1-56)
Kyā Ham Īsā(a.s) Ko Pahachaan Paaeṅge? (Iṅjeel : Luqaas 24:1-53)
Nijaat Paane Kā Āsaan Tareeqā (Iṅjeel : Yuhannā 3:1-21)
Ziṅdā Paanī (Iṅjeel : Yuhannā 4:5-42)
Ziṅdagī Kā Dariyā (Iṅjeel : Yuhannā 7:37-39)
Maafī (Iṅjeel : Yuhannā 8:1-12)
Īsā(a.s) Kī Maut Par Qudrat (Iṅjeel : Yuhannā 11:1-57)
Yerushalam Me Taaleem (Iṅjeel : Yuhannā 12:1-50)
Nek Amal (Iṅjeel : Yuhannā 13:1-20)
Maiṅ Kis Me Huṅ (Iṅjeel : Yuhannā 14:12-31)
Accẖī Fasal Kā Īnaam (Iṅjeel : Yuhannā 15:1-17)
Buraaī Yā Accẖaaī (Iṅjeel : Yuhannā 18:1-40, 19:1-6)
Maiṅ Kiskā Charwaahā Huṅ? (Iṅjeel : Yuhannā 10:9-10, 14-18, 24-30)
Peshangoī Sach Huī (Iṅjeel : Shaagirdoṅ Ke Āmaal 1:3-14)
Qayaamat Se Pahale Kyā Hogā (Iṅjeel : Shaagirdoṅ Ke Āmaal 2:1-47)
Allaah Taa’alā Ne Apnā Waadā Purā Kiyā (Iṅjeel : Shaagirdoṅ Ke Āmaal 3:1-16)
Shaagirdoṅ Par Yahudiyoṅ Kā Zulm (Iṅjeel : Shaagirdoṅ Ke Āmaal 4:1-35)
Janaab Stifanus Kī Shahaadat (Iṅjeel : Shaagirdoṅ Ke Āmaal 6:7-15, 7:1-60)
Maaṅ-Baap Aur Bacchoṅ Ke Liye Hukm (Iṅjeel : Ifisiyoṅ 6:1-4)
Nek Bano (Iṅjeel : Kulussiyoṅ 3:1-17)
Sabskrayib