Maiṅ Bheḍ Aur Tu Merā Charwaahā (Zabur 23)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Maiṅ Bheḍ Aur Tu Merā Charwaahā
Zabur 23
Allaah taa’alā merā charwaahā[a] hai,
islie mere paas har wo cheez hai jiskī mujhe zarurat hai.(1)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Allaah taa’alā merā charwaahā[a] hai,
islie mere paas har wo cheez hai jiskī mujhe zarurat hai.(1)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Maiṅ hameshā Allaah taa’alā kā shukrguzaar rahuṅgā;
maiṅ kabhī bhī uskī hamd-o-sanā karnā baṅd naheeṅ karuṅgā.(1)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Yā Allaah rabbul kareem, maiṅ pure dil se terā shukriyā adā kartā huṅ;
maiṅ in jhuṯe ḳḥudaaoṅ ke saamne terī azmat ke qaseede paḏhuṅgā.(1)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Yā Allaah, maiṅ apne āpko tere hawaale kartā huṅ.(1)
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Jo log Allaah rabbul azeem kī hifaazat me rahte haiṅ,
to wo log uskī saltanat me sukun se haiṅ.(1)
Maiṅ Allaah se kahuṅgā, “Tu merī salaamtī aur panaah kī jagah hai.
Bismillaah-Hir-Rahamaanir-Raheem
Wo log ḳḥush haiṅ
jo gunaahgaar logoṅ kī salaah ko ṯhukrā dete haiṅ,
jo gunaahgaaroṅ kī raah par naheeṅ chalte,
yā un logoṅ ko naheeṅ apnaate jo Allaah taa’alā ko naheeṅ maante.(1)